20/05/2026
Ashra-e-Zulhijjah Ki Qadr O Manzilat Pehchanein | Fazail Aur Ahmiyat
Is short video mein Ashra-e-Zulhijjah ki fazilat, qadr o manzilat aur in mubarak dino ki ahmiyat bayan ki gayi hai.
Yeh woh din hain jin mein nek aamaal ka ajar bohat zyada hota hai.
Aaiye in mubarak lamhon ki qadr karein aur apni zindagi ko ibadat aur nekion se roshan banayein.
Video pasand aaye to like, share aur follow zaroor karein.