06/04/2026
Kya aap jantay hain ke hamara rizq kahan se aata hai?
Nabi Kareem ﷺ ne ek aisa sawal kiya jo dil ko hila deta hai…
Yaad rakhein!
Rizq sirf Allah Ta’ala ke haath me hai. Na koi de sakta hai aur na koi rok sakta hai.
Ye video aap ke imaan ko mazboot karegi aur Allah par bharosa barhaye gi ❤️
📌 Puri video dekhein aur apne doston ke sath zaroor share karein
📌 Allah par yaqeen rakhein, wohi behtareen Raziq hai