15/09/2026
🤲 Jo Mangna Hai Allah Se Mango ❤️
Duniya se umeed laga kar dil ko pareshan na karo، apni har zaroorat aur har dua Allah Ta'ala ke samne rakho. 🌹
Allah woh hai jo banday ki khamosh dua bhi sunta hai aur us waqt ata farmata hai jab us ka hukm hota hai۔ ❤️🤲
Allah par yaqeen rakho، dua kabhi mat chhoro.
Allah hum sab ki jaiz duaein qabool farmaye. Ameen Ya Rabb-ul-Aalameen 🤲