29/09/2026
kabhi kabhi hamaray sath wo hu rha hota hai jo hmy bilkul nazar nahi ata or agar koi hamy dekhany ki koshish kry tu usay hum bewakuf samajhty hai bachpan mai hm suntay thy k dajal gadhy pr aye ga or dunya uske gadhy kay pakhanay k lie dorh rhi hogi lekin aj jab hmy hr insan ksi na ksi dajal k pichy dorhta hua dekhtay hain tu wo bat bhul jaty hai ya nazar andaz krdete hai Follow kijiye Faizan-e-Fikar ko taky asi sachai se apko hamesha ba khabar rakhy jo apko srf dunya nahi balky akhirat mai kamyabi tak lay jaye