Al - Raza online islamic Institute

Al - Raza online islamic Institute We provide Nazar Quran, Tajweed, Tafseer, Hadith, Dars e Nizami, Arabic Grammar and other Islamic courses online to males and females.

04/03/2026

Ramzan ke roze rakhne walon ke liye zaroori maloomat!
Kya aap jante hain ke: Roza kin cheezon se toot jata hai? Aur kin cheezon se nahi tootta?
Is mukhtasar video mein tamam zaroori masail bayan kiye gaye hain.
Video ko share karein taake dusron ka bhi roza sahih ho jaye.

27/02/2026

Aaiye jantay hain Qur'an ki roshni mein ke rozay kyun farz kiye gaye aur kin umaton par kon kon se dinon ke rozay thay.
Video ko poora dekhein aur share karein.
Al Raza Islami Channel (official)

26/02/2026

Kya aap jante hain ke Anbiya e Kiraam kis tarah roza rakhtay thay?
Hazrat Dawood (A.S) ka roza sab se afzal kyu kaha gaya?
Ashura ka roza kis Nabi ki yaad mein rakha jata hai?
Mukammal bayan is video mein mojood hai.
Like aur share zaroor karein.

24/02/2026

Kya aap jante hain ke “Zahra” ka matlab kya hai?
Hazrat Fatima tul Zahra رضی اللہ تعالی عنہا ka yeh mubarak naam kyun rakha gaya?
Aur jo un se muhabbat karta hai us ke liye kya basharat hai?
Mukammal tafseel ke liye video zaroor dekhein aur share karein.




22/02/2026

Kya aap jante hain ke Fatima al-Zahra Radi Allahu Ta'ala Anha ka maqam Islam mein kitna buland hai?
Is video mein unki fazilat aur azmat ka khubsurat bayan pesh kiya gaya hai.
Zyada se zyada share karein taake Ahl-e-Bait ki muhabbat aam ho ❤️



20/02/2026

Kya hum azaan tak khana kha sakte hain?
Ya sehri ka waqt azaan se pehle khatam ho jata hai?
Is video mein mukammal rehnumai di gayi hai.
Video ko share karein taake ghalat fehmi door ho.

19/02/2026

Ramzan rehmat aur barkat ka mahina hai 🌙
Kya aap jante hain ke Ramzan mein har nek amal ka sawab 70 guna tak barha diya jata hai?
Is video mein Ramzan mein sajda karne ki azeem fazilat bayan ki gayi hai.
Video ko share karein taake zyada se zyada log faida hasil karein.

18/02/2026
18/02/2026

Ramzan ul Mubarak ka babarkat chand nazar aa gaya ✨
Tamam Musalmano ko dil se Ramzan Mubarak.
Yeh rehmaton aur barkaton ka mahina hai.
Apni duaon mein hamein bhi yaad rakhein 🤲

17/02/2026

Ramzan ul Mubarak ka pehla ashra rehmat ka hota hai. Is mubarak dinon mein zyada se zyada ibadat aur dua karni chahiye.
Is video mein pehle ashray ki masnoon duain bayan ki gayi hain. Video ko like aur share zaroor karein.

16/02/2026

Muhammad Ramzan se pehle yeh dua manga karte the:
Allahumma ballighna Ramzan
Yani Ae Allah! humein sehat o salamati ke sath Ramzan tak pohancha de.
Aaiye hum bhi kasrat se yeh dua karein aur Ramzan ki tayari shuru karein.
Video ko share karein taa ke sab ko yaad dehani ho.
Hashtags:

11/02/2026

Ramzan se qabl apne maal ko paak karna aur zaroorat mandon ki madad karna buzurgon aur Sahaba e Karam ka tareeqa tha. Aaiye is yaad dehani ko aam karein aur khair mein hissa lein.
Video ko share karein takay mazeed logon tak paigham pohanche.

Address

Moh. Qaim Shah Village&Post Office Mirza Tehsil&District Attock Cant
Campbellpore

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Al - Raza online islamic Institute posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share