Shivalayam - Home of Love & Happiness

Shivalayam -  Home of Love & Happiness Astrology, Palmistry, Muhurta & Vastu Consultancy by Ajay Das Jyotishacharya

15/07/2021
Jai Mata Di
27/09/2017

Jai Mata Di

23/09/2017
26/02/2017

ओम नमः शिवाय के लगातार जाप करने से 9 ग्रह का अशुभ प्रभाव खत्म हो जाता हैं ।

19/02/2017

Maha Shivratri is on 24 Feburary 2017. You can fulfill your any wish offering the mixture of water, milk and white sandal on Shivalinga with chanting of OM NAMAH SHIVAYA.

Om Namah Shivaya

17/01/2017

Transit of Saturn is scheduled this year. Have you any question? Post your question. Will try to answer.

Every action has reaction and both are defined in advance. Don't react on both without thinking.

NAMAH SHIVAYA

Wish you a happy and wealthy Happy New Year 2017
01/01/2017

Wish you a happy and wealthy Happy New Year 2017

Wish you a Happy Merry Christmas
25/12/2016

Wish you a Happy Merry Christmas

29/10/2016

Laxami Puja / Deepawali 2016:

Laxami Puja ka Pradosh/Shubh Muhurat 18:15 PM (evening) se 20:00 tak hain.

Laxami Puja per kya kare:

Waise to Laxami Puja kaphi brihat rup se hota hain lekin grihhast(Family) log samanay vidhi se bhi puja kar sakate hain.
Puja ke liye ek Ganesh-Laxami ka baitha hua(sitting) dhatu (metal) ka pratima lena chahiye. Agar aap mitti(soil) ka pratima lete hain to aapko pratima ka bisarjan karna hoga. Dhatu ka pratima aap puja karne ke baad ghar men rakh sakate hain.

Pratima ke aage punchmukhi deep jalaye. Pile aur lal phool pratima per chadhaye. Chandan + roli se pratima ka tilak kare (Gents should only put tilak on feet of Laxami maa). Tulsi aur mithai ka bhog lagaye. Kuch mudraye (money) bhi pratima ke aage rakh sakate hain jinahe aap puja ke baad tijori / gullak / purse men rakh sakate hain.

Dhup jalaye aur aasan per baith jaye.
Sabse pahale Ganeshji ki puja kare aur phir apane isht dev ki puja kare. Sani dev ki puja jaroor kare. Uske baad Dhan Kuber ka dhayan kare. Phir Laxami Narayan ka puja kare. Phir Ganeshji aur Laxamiji ka aawahan, puja aur dhayan kare. sare ghar ke log ek saath hokar Ganeshji aur Laxami maa ki aarti kare aur uske baad ek ya do phuljhari bhi pratima ke aage jalaye.

uske baad ghar ke bade bujargo se aashirvad le aur apani deepawali manana sure kare.

Aap sabhi ko Ganeshji ki buddhi aur maa Laxami ki khushhali rupi aashirvad mile.

AAP SABHI KO DEEPAWALI KI HARDIK SHUBHKAMNAYE.

Om Namah Shiva....

Shubh Deepawli !!!Deepawali  se naya saal bhi suru hota hain. Aane wala saal kaisa hoga iska pata aap dhanteras se lekar...
29/10/2016

Shubh Deepawli !!!

Deepawali se naya saal bhi suru hota hain. Aane wala saal kaisa hoga iska pata aap dhanteras se lekar deepawali tak hone bali guatana se laga sakte hain

Address

RZF 756/15, Raj Nagar-II, Palam Colony
New Delhi
110077

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Shivalayam - Home of Love & Happiness posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Place Of Worship

Send a message to Shivalayam - Home of Love & Happiness:

Share