Ek Rab Wale

Ek Rab Wale Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Ek Rab Wale, Religious organisation, Mumbai.

09/04/2024

#अल्लाहसबसेबड़ाहै #अल्लाहदुआकबूलकरताहै #अल्लाहहुअकबर #हरजिंदाचीजकोमौतआनीहै #या #अल्लाहहममुसलमानोंकोअपनीपन्हामेंरख #अल्लाहहुम्माआमीन

नबी ए करीम सलअल्लाहु ताला अलेही व सल्लम का कॉल। मुसलमानों से गुजारिश है की अमल करें।
06/04/2024

नबी ए करीम सलअल्लाहु ताला अलेही व सल्लम का कॉल। मुसलमानों से गुजारिश है की अमल करें।

26/02/2024

Maiyyat Ko Gusul Kaise Dein।

मोहर्रम गम का महिना होता है। मोहर्रम के महिने में नबी ए करीम के घर वालों ने इस्लाम की खातिर और हक बात पर अपनी कुर्बानी द...
05/08/2023

मोहर्रम गम का महिना होता है।
मोहर्रम के महिने में नबी ए करीम के घर वालों ने इस्लाम की खातिर और हक बात पर अपनी कुर्बानी दे दी।
बहुत अफसोस से कहना पड़ रहा है की आज मुसलमान कौम यज़ीदीयों की तरह मोहर्रम का गम नही बल्कि खुशियाँ मना रही है।



अल्लाह के कहर से डरो मुसलमानों, गुमराही से बचो, शिर्क से बचो।

ऐ इमान वालों अल्लाह की रज़ा के लिए और अपने नेक अमाल के लिए आज से अज़ान, नमाजियों और (दिन) ईमान की तालीम देने वालों का अद...
27/03/2023

ऐ इमान वालों अल्लाह की रज़ा के लिए और अपने नेक अमाल के लिए आज से अज़ान, नमाजियों और (दिन) ईमान की तालीम देने वालों का अदब और लिहाज़ करो, मरने के बाद हमारे साथ सिर्फ हमारा अमाल साथ जाएगा।

Please Comment Zaroor Karen 🙏,  Kya Logon Ko Sirf Islamic Sthalon Se Hee Pareshani Hai.
26/03/2023

Please Comment Zaroor Karen 🙏, Kya Logon Ko Sirf Islamic Sthalon Se Hee Pareshani Hai.

07/03/2023

Assalamu Alaikum
Doston Aaj shabe Barat hai, Aaj ki Raat Hamare Neki aur Badee ke Hisab-Kitab ki Raat Hai, Aaj ALLAH ki taraf se Hamari Zindagi aur Maut ka bhi Faisla Kiya jaega, doston mujhe nahin pata Meri zindagi aur Maut Ke Darmiyan kitne din bakhi hai, kitne Saal, kitne mahine, kitne din bakhi hai, yaa kya pata sirf kuch ghante ki hee Meri Jindagi Reh G*i Ho, doston Allah Ke Darbar se kab Bulava aa Jaayega yeh koi Nahin Jaanta, Allah ke Darbar se Bulava aane ke pehle main sacche Dil Se Tauba karna chahta hun, Agar meri vajah se kabhi aapko koi taklif pahunchi Ho, ya meri wazha se aapka Dil Dukha ho to Main aapse tahe Dil Se mafi Mangta hun, Kabhi Jaane Anjane me maine aapse koi badsuluki ki ho, maine aapko Nuksaan pahuchaya ho to mujhe maaf Karen, Allah ke Vaste Mujhe maaf 🙏 kar dijiye,
ALLAH ki raza ke liye mujhe Maaf kar dijiye, Doston Aaj Marhoomon Ki Raat Hai, Aaj Nek Amal ki Raat Hai, Aaj Ibadat ki Raat hai, aap Sabhi se gujarish hai ki aaj ki raat ALLAH ke Samne Dil se Tauba karen, Ibadat Karen aur Apne Marhoomon ke Liye Dua Karen, Agar Ibadat nahin kar sakte to Aaj ki raat Allah Ke Vaste Koi Gunah Bhi Naa Karen, Doston aap Sabhi se gujarish hai ki Apne bacchon ko Aaj Ki Raat ki ahmiyat Samjhayein, unhen galat kam karne se Roken, Aaj raat Bike stunt 🏍️, Sadkon per hurdang🕺karne se Roke.
Allah se dua hai ki Duniya Ke Tamam musalmanon per ALLAH Reham Farmayein... Aameen 🤲
Doston Aap sabhi se gujarish hai ki Mere Marhoom Abba Sharafat Hussain Chaudhary aur Duniya ki shuruaat se lekar Qayamat tak ke Tamam Momin Marhoomon ke liye ALLAH se Jannat Ul Firdaus Aata karne ki Dua karen... Aameen, Summa Aameen🤲

Dua Mein Yaad Rakhna 🤲
Abdul Chaudhary 🙏

Doston Ye Group Kewal Insaniyat Ki Baat Karne Ke Maksad Se Banaya Gaya Hai, Suraj Ek Hai, Chand Ek Hai, Hamko Janam Dene...
28/02/2023

Doston Ye Group Kewal Insaniyat Ki Baat Karne Ke Maksad Se Banaya Gaya Hai, Suraj Ek Hai, Chand Ek Hai, Hamko Janam Dene Wali Maa Bhi Ek Hee Hoti Hai, To Ye Maan Lo Aye Logon Ki Duniya Banane Wala Rab Yani Ki Allah, Ishwar, Bhagwan Bhi Ek Hee Hai, Har Insaan Ka Pehla Dharam Insaaniyat Hota Hai. Nek Insaan Ka Hee Nek Vichar Hota Hai, Aur Nek Insaan Hee Bina Dharm, Jaat Pooche Garib Aur Zarooratmand Logon Ki Madad Karte Hain. Agar Aapki Soch Hamari Tarha Hai To Page Ko Like, Share Aur Follow Zaroor Karen. Thank You 🙏

Address

Mumbai
400095

Telephone

+9619244786

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Ek Rab Wale posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share