Peace Means Only ISLAM

*Bismillahirrahmanirrahim**✦ Jannat mein ghar hasil karne ki Qurani dua*---------------*بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الر...
22/05/2022

*Bismillahirrahmanirrahim*

*✦ Jannat mein ghar hasil karne ki Qurani dua*
---------------
*بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ*

*رَبِّ ابْنِ لِي عِندَكَ بَيْتًا فِي الْجَنَّةِ*
سورة التحريم (٦٦) آیت ١١
-----------
✦ Rabbibnilee indaka baytan Feel Jannah
-----------
Eh mere RABB mere liye Jannat mein apne paas ek ghar bana
-----------
اے میرے پروردگار میرے لئے بہشت میں اپنے پاس ایک گھر بنا
---------
एह मेरे रब्ब मेरे लिए जन्नत में अपने पास एक घर बना
---------
✦ My Lord build for me a home with You in paradise
Surah At-Tehrim (66) Aayat 11

11/05/2021

Oxygen langar in Mumbai's Mosque

🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙Aalam e Islaam ko Maah e Shabaan ka Chaand 🌙 Bahot Bahot Mubarak ho...!!*Huzoor ﷺ ne Irshaad farmaaya Shabaan ...
27/03/2020

🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙

Aalam e Islaam ko Maah e Shabaan ka Chaand 🌙 Bahot Bahot Mubarak ho...!!

*Huzoor ﷺ ne Irshaad farmaaya Shabaan Mera Mahina Hai*

Allah Paak Huzoor ﷺ ke is chaheete Mahine k sabab Ummat e Muslimah ko is waba se Najaat ata farmaaye aur Dono Jahan se surkhuruyi ata farmaye.
آمین بجاه شفیع المذنبین ﷺ
🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙

Aye Kash...Hum bhi Kaabe ko ese bosa dete...Allahumma Aameen.
27/09/2019

Aye Kash...Hum bhi Kaabe ko ese bosa dete...

Allahumma Aameen.

Aameen
25/06/2016

Aameen

कोई अंध भक्त बताएगा कि तुम्हारे पप्पा या आग उगलने वाले तथाकथित साधू, साध्वी या धर्म के ठेकेदारों ने मानवता के लिए एसा को...
27/11/2015

कोई अंध भक्त बताएगा कि तुम्हारे पप्पा या आग उगलने वाले तथाकथित साधू, साध्वी या धर्म के ठेकेदारों ने मानवता के लिए एसा कोई काम किया हो.....?
नहीं है...... कोई नहीं आएगा.....!!!
चलिए........
दो मिनिट का मौन उन 31% भाजपाई अंधभक्तो कथित नकली राष्ट्रवादियो के लिये जो देशभक्ति और जनसेवा का सर्टिफिकेट बांटते फिर रहे हैं...!!!

Hadith :Saat (7) Haalaq karney aleyGunahon se bacho.Abu Hurairah Radi allahuanhu se rivayat hai kiRasoollallah Sallallah...
09/09/2015

Hadith :
Saat (7) Haalaq karney aley
Gunahon se bacho.
Abu Hurairah Radi allahu
anhu se rivayat hai ki
Rasoollallah Sallallahu alaihi
wasallam ne farmaya,
7 Halaq karney waley
Gunaahon se bacho..
sahaba Radi Allahu Anhuma
ne arz
kiya, Ya Rasoollallah
Sallallahu Alaihi Wasallam
wo kya kya hai?
Farmaya
1. Allah ke Saath Shirk
karna.
2. Jadu karna
3. Nahaq kisi ki Jaan lena jo
Allah ne haram kiya hai.
4. Sood (Riba) Khana
5. Yateem ka Maal khana.
6. Jung ke din Peeth pherna.
7. Paak Daman Ghafil
Momeen Aurton par Tohmat
lagana.
Raavi : Abu Hurairah Radi
allahu anhu
{Sahih Bukhari, Vol8, 6857}

AAMEEN
03/09/2015

AAMEEN

Ek guzarish hai sabhi muslim bhai o baheno se plzzz ye faltu wahiyat be hayyai ke naam par jo days manaye jate h un ka b...
07/02/2015

Ek guzarish hai sabhi muslim bhai o baheno se plzzz ye faltu wahiyat be hayyai ke naam par jo days manaye jate h un ka boycott kare
boycott plzzz
7th Feb Rose day
8th Feb Propose Day
9th Feb Chocolate Day
10th Feb Teddy Day
11th Feb Promise Day
12th Feb Hug Day
13th Feb Kiss Day
14th Feb Valentine’s Day. GO TO HELL THIS ALL DAYS BECOZ ALL DAYS IS HARAAM IN ISLAAM WHAT ABOUT JUDGEMENT DAY WO KISI KO YAAD NAHI.

Tumhary Nafs Ki Tarbeyaat Ke LeyeEtna Kafi Hai KeTum Un Cheezoo Say Dori Ektiyaaar KaroJo Tumhain Dosaro Main Buri Lagti...
30/09/2014

Tumhary Nafs Ki Tarbeyaat Ke Leye
Etna Kafi Hai Ke
Tum Un Cheezoo Say Dori Ektiyaaar Karo
Jo Tumhain Dosaro Main Buri Lagti Hai

BESHAQJYADA SE JYADA SHARE KARE.---------------------------------------------SHARE MAXIMUM PLEASE-----------------------...
25/07/2014

BESHAQ

JYADA SE JYADA SHARE KARE.
---------------------------------------------
SHARE MAXIMUM PLEASE
-----------------------------------------------------

Address

Lucknow

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Peace Means Only ISLAM posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Place Of Worship

Send a message to Peace Means Only ISLAM:

Share