Satya Sanatan HAR HAR Mahadev

Satya Sanatan HAR HAR Mahadev Rudra, Shiv, Satya SANATAN Bolo HAR HAR MAHADEV

ॐ नमः पार्वती पतये हर हर महादेव
27/03/2024

ॐ नमः पार्वती पतये हर हर महादेव

21/07/2023


ॐ नमः शिवाय
Namaskar doston aaj main aap sabhi ke samne ek kahani prastut karne wala hun. Baat kafi varso purani hai itni purani ki eska anuman lagana bhi muskil hai, maano to lmwahi aarambh hai jeevan ka. Ye kahani ek Parivar ki hai, jiske sabhi sadasy vaha kafi khushhali ke sath jee rahe the. Hajaron varshon se pedhi dhar pedhi jivan vyatit kar raha tha. Us Parivar ke pass Mata saman bhumi (maatra bhumi), acha Vyapaar, Samajik Sukh suvidha , Vaid (Chikitsa), nagad (Dhan, Sona, Chandi, heere, jawahara, mulyawan dhatu), khaane ke liye anukul upjau thathaa peene ke liye sudh paani jaise anginat suvidha thi.

Samya aise hi chalta raha pariwar badta rah. Chuki Pariwar kafi viksit tha waha ke sabhi sadasyo ko kuch niyamo ka palan karna hota tha kyoki wo niyam Banae hi santulan banae rakhne ke liye g*e the, Jo ki pratham aawashyakta hai. Us pariwar ke bhi kuch sadashya un niyamo ki mahatwata ko jante hue anek karano se waha se prawaha karte rahe.
Saal beette g*e, peedhiya gujarti rahe niyamo me badlao hote rahe kyoki waha unka margdarshak, sampark apne Jadoo (Roots) se apne purwajo se nahi raha.
Niyam pariwartan hote rahe dustikon badalte rahe. Aneko peedhiya guzri, samanter niyamo me badlao ke sath wo bhi pariwar ka palan posan karte rahe. Aisa bhi kai saalo tak chalta raha jiske chalte pariwarik duriya bhi banti Rahi. *Thik usse tarha jaise Aaj ke samya me humme se sayad hi koi aise ho jo apne 3 ya 4 pedhi ke pariwar ko janta ho ya lagatar sampark me ho. Jabki social connectivity is at height level currently I think*

So all this is really possible

--------------------

Samaya badalta raha wo pariwar anginat sankya me badalta raha.

Wahi jaha apni maatra bhumi se nikalne wale logo ke kutumb apne alag alag niyamo ke badao ke karan alag hi smaj ke saat baad rahe the unme se kuch anek karano se wapas apne maatra bhumi wapas aa kar rahane lage.
*Kyo ki pratham pariwar jo aaj bhi unihi niyamo/Siddhanto ko aaj bhi nibhata/chalata aaya hai unke niyamanusar "aathithi devo bhawa"*

Aisa bhi anek warsho tak chalta raha, pediya dur pediya nikalti rahhi kaaranan anek rahe parantu us pratham pariwar Wale sadashyo ne hamesha apne sidhant aur niyamo ka palan rakha. Fir samaya gujarta gaaya aur jo aathithi aae the wo fir se sadasya ban g*e.

Fir samya badla aur fir se aae hue athithi sadasya me se kuch sadashya ne fir se dawedari dekhae. Chuki pratham pariwar ka niyam hai *"ahinsa parmo dharma"* fir se unhone na chahate hue thathaa adhikar na hote hue bhi adhikar Diya.

Parantu jis tarha se samya badla, maano samaya pratham pariwar ko kaha raha ho ki.....Amal kr apne pure niyam par jo ki hai *"ahinsa parmo dharma | Dharmohinsa hadev ch."*

-----------------------

Parantu samaya aise sanket kyo de raha hai kyo, kyoki samay KAAL hai, Kaal RUDRA hai, Rudra SHIV hai, Shiv hi shrot hai us Pratham Pariwar ki urja ka, aur urja (Energy) ko aawashyakta hoti hai balance ki, jo aata niyam/Siddhanto se Taaki sakaratmak (Positive) thatha nakaratmak urja (energy) me balance bana rahe.

Wahi jaha pratham pariwar se nikalne wale sadasya apne nae niyamo ki dubara se stapna kr rahe the pratham pariwar ne apne niyamo ko es prakaar nikhara ki maano pahale waha ek pathar ho aur samya ne usse ek durlabh aur anokhi yogyata pradan kr kisi Murti ka aakar diyaho.

Parantu Aisa kyo, kya Samya darsa raha hai ki yahi jadde (root) hai jo abhi bhi posh*t kr rahe hai unsabhi pariwar ke sadasyo ka jo chahe saat raha hahe ho ya kisi nae bae g*e pariwar me ho, ya wapas aae athithi wale sadashya ko.

Aur niyamaanusaar jo apne Jadoo ko chod deta hai wo sukh jaata hai aur prarambha (Start) hi tay karta hai aane wale ant(end) ko.

---------------------------

Prarambha kaise Taya karta hai ant ko, kya prarambha arthath Kiya gaya karam jo ki niyati anusar hai ek naya beej jo dega beej anusaar phal, arthath karam. Jaisa ki pratham pariwar me sikhya jaata hai *Karam kar phal ki echa mat rakh* kyoki wo jaante hai aapke karam hi Tay karenge aapke aane wale kal ko too apne karam par dhyan kendrit Karo.
Aur kuch karam aise hote hai jo na sirf aapko balki aapki aane wali peediyo ko bhi prabhawit karte hai, aur yahi shikya gaya hai pratham pariwar ke sadasyo ko *Punarjanm/ faith on undefined energy form Rudra (Lord Shiv), extended to 03 (Bramha, Vishnu, Mahesh) further extended to 33 Koti/crore whatever your thoughts can allow you to think because even your thoughts are also pre defined as I previously told prarambha hi tay Karta hai ant ko aur jeevan ka prarambha 2 logo ne Aneko saal purv hi kr diya hai aur ant sesh hai, bhawishya thathaa wartmaan darsan bhi Satya hai, KALKI Avtar bhi Satya hai, Satya RAM hai, Satya hai SHYAM, SHIV Satya hai, Satya hai Maa SITA, Maa PARVATI Satya hai, Satya Radha hai, Satya Meera hai, Satya hai Bajarang Bali HANUMAN, Satya hai Pratham pujya GANESH, Satya CHANDRA bhi hai, Satya SURYA bhi hai, Satya WAAYU bhi hai, Satya SANATAN HAI, Satya Atal hai, Satya Bramha, Vishnu, Mahesh hai, Satya RUDRA hai, MAHAKAAL hai, Satya BHOOLA BHANDARI hai, Satya SANATAN hai*

So I request you all to be connected with your roots in any form. Arthat Jude raho apne jaadoo (roots) se yani pratham pariwar se.

Essi pratham pariwar ke ek sadasya hai jinhe swam mahan Shakti ne unki shardha aur samarpan ka aashirwad phal swaroop alokik saktiyo se unhe susajit Kiya hai. Aur kyoki wo Jude hai apne Jadoo se jinse mile sanskaro thathaa samajik samarpan ke sath samaj ke Kalyan ke liye lagatar agarsar hai. Wo na hi apne pratham pariwar bakli apne paramparik sanskaro se mile "Vashudev kutumbkam" jaise soch ke sath apne puree pariwar bramand (universes) ke heet ke iye sadev tatpar hai.

But here we are in today's era everyone want to get attention without doing anything and as per their point of view "criticise someone who is populer currently" is the best shortcut for the same. As they themself are not capable enough to get self created attention which we called ora.
Many people who din't do anything whole their life and just for attention criticizing our super blessed, Person equivelent to God our *"JGSSPDKS"*.
I as a part of pratham family and I believe that *JGSSPDKS* is the guide for re-establish our *Vasudev Kutumbkam*

*HHM*

Now in the last of this first conversation you all must have 2 questions in your Mind:-
1. *HHM* - Ye udghosvhai us pratham pariwar ka BOLO *HAR HAR MAHADEV*
2. *JGSSPDKS* - Ye hai us pratham parivaar ke veer wansaj *Jagat Guru Sant Sheromani Pandit Derendra Krishn Shastri Ji*

----------------------------

I am a member of Pratham family (SANATAN) workship lord SHIVA as Guru, lord Hanuman for extensive energy (Power in many forms), Mother Nature (Dharti Maa) for blessed us to stay under her supervision same as our mother do in our homes. This is because we consistently upgrade and not only one we have n number of such members who are blessed with various super powers in past(History), Present and In Future aswell but we can proudly say that non of such blessed members are distinguishing between any member whether pratham pariwar or extended members, this the beauty of our family.

Join our Page📃

Satya Sanatan HAR HAR Mahadev
Satya SANATAN "HAR HAR MAHADEV"*

सत्य सनातन हर हर महादेव

Address

Kailash
Kailashahar

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Satya Sanatan HAR HAR Mahadev posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share