01/03/2026
Iftar Dua Ka Sahi Waqt?🤔🤔🤔Roza kholne ka waqt ek bahut hi barkat wala lamha hota hai. 🌙
Lekin kya aap jaante hain ki iftar ki dua iftar se pehle padhi jati hai ya baad mein? 🤲
Is video mein aapko iftar ki dua ka sahi waqt aur iski ahmiyat simple tareeke se batayi gayi hai. Video ko zaroor dekhein aur dusron tak bhi share karein taki sabko sahi maloomat mil sake.