02/09/2026
Prem ka swabhaav hi hai tyaag… kabhi-kabhi prem bina kahe hi tyaag kar deta hai, apne bhaavo ka, apne swaad ka, apni ichha ka ❤️
Yahi toh prem ka swabhaav hai — apni ichha se pehle apne priya ki ichha ko rakhna.
Krishna ko Devki Maa ne prem se maakhan banakar diya, par Kanhaiya ne nahi khaya… kyunki unhone Yashoda Maiya ko vachan diya tha — “Jab tak Braj lautkar nahi aaunga, maakhan nahi khaunga.” 🦚💙
Jahan vachan nibhane ke liye apni ichha ka tyaag ho,
wahi toh prem hai. 🙏
Prem mein adhikaar se zyada samarpan hota hai,
aur paane se zyada nibhaane ki bhaavna hoti hai. ❤️
Prem ka swabhav,
Prem aur tyag,
Sacha prem,
Shri Krishna prem,
Krishna aur Yashoda,
Yashoda Maiya Krishna,
Krishna ki leela,
Krishna bhakti,
Krishna vachan,
Prem mein tyag,
Madhav, Krishna, Radha, Vrindavan