18/05/2026
1 Zilhajj - Jashn-e-Aqd-e-Mola Ali & Bibi🌙💍✨
Aaj ke din arsh par jashn tha... zameen par tareekh bani thi.
Jis din Allah ne khud rishta joda:
Ali ibn Abi Talib (a.s) ka nikah Fatima Zahra (s.a) se
Jibraeel (a.s) ne aasman se elaan kiya:
“Ya Muhammad, Allah ne aasmaano par Ali ka nikah Fatima se parh diya”
Ref: Bihar al-Anwar Vol 43 Pg 104, Amali - Sheikh Saduq
Mahr: Ek zirah, ek chadar, ek mashkeeza.
Sadaqat ki inteha... Rishtay ki paaki.
Rasool Allah (s.a.w) ne farmaya:
“Agar Ali na hote to Fatima ka kuf koi na hota”
1 Zilhajj aqd, Nikah e Ali Fatima, Jashn e Shaadi, Arsh par nikah, Bihar al Anwar aqd, Yawm al Izdawaj